Namaste Dosto! Aaj main aapko bataunga ke aap apne paise ko apne liye kis tarah kaam pe laga sakte ho by making smart investment & money management decisions. Aaj ki video personal finance aur financial planning ke baare mein hain jisme main aapko bataunga ki how to become rich, how to invest money aur kuch money saving ideas bhi bataunga. Aapko main bataunga ke jo rich log hote hain who kis tarah apne paise ko kaam pe lagate hain. Agar aapko financial freedom chahiye toh aapko pehle se paise bachna seekh lena chahiye. Aapki income ka kaam se kaam 30-50% savings mein jana chahiye aur ye aapko sirf savings account mein apne paise nahi daalne chaiye. Aapko apne financial freedom achieve karne ke liye invest karna chiayer mutual funds mein jisme aapko zyada interest milega savngs account ke jagah. Agar aap business kar rahe ho ya koi job mein ho toh aapko yeh video zaroor dekhni chaiye aapki financial management ki knowledge badhaane ke liye. Is ke liye personal finance management bhi aana chahiye and personal finance management in hindi ke liye aapke paas aise dost hone chahiye aur especially CA hone chahiye. Agar apne invest money in India is self help in hindi video se seekh liya toh aap how to become rich in India in hind seekh jayenge. Personal Finance aur investment par guide karne aa gaye hai aapke bade bhaiyya – Ranveer Allahbadia (BeerBiceps)